Old friends
Jab hawayen chalati hai
To patte bhi tut jate hai
Jab naye dost milte hai
To purane dost bhi chhut jate hai
Magar, ae mere dost yaad rakhna
Basant patjhad ke baad hi aata hai
Aur jab naya dhokha deta hai
To purana dost hi yaad aata hai
Isiliye to bujurgon ne kaha hai
"Old is always gold" hi hota hai.
Comments
Post a Comment